sahi raah par chal raha hai jab
apne dil ki baat tu sun raha hai ab
phir ghabraata hai kyon
logon ki baaton mein aata hai yoon
apni kadwahat ko badata jo tu
hosla rakh le tu mann
khuda hai tujhmein basa
kabhi socha hai kya
ki sahi galat ka faisla
ek nazaria hi hai bas
jo hai badalta baar baar
jiska hai na ek faisla
to kis ishaare ka hai intezaar
karle tu apne upar aitbaar
jo raasta hai saamne
banale usse hi sahi
manzilon mein kahan hai sakoon
itmanan khud mein hi kahin
paale khushi jahan par bhi hai
dhoop ki na kar tu fikar
thaam le haath khud hi apna
aur muskurahat baant har jagah
hosla rakh le tu mann
khuda hai tujhmein basa
apne dil ki baat tu sun raha hai ab
phir ghabraata hai kyon
logon ki baaton mein aata hai yoon
apni kadwahat ko badata jo tu
hosla rakh le tu mann
khuda hai tujhmein basa
kabhi socha hai kya
ki sahi galat ka faisla
ek nazaria hi hai bas
jo hai badalta baar baar
jiska hai na ek faisla
to kis ishaare ka hai intezaar
karle tu apne upar aitbaar
jo raasta hai saamne
banale usse hi sahi
manzilon mein kahan hai sakoon
itmanan khud mein hi kahin
paale khushi jahan par bhi hai
dhoop ki na kar tu fikar
thaam le haath khud hi apna
aur muskurahat baant har jagah
hosla rakh le tu mann
khuda hai tujhmein basa